Bhagg.. Chal bhag mai dekhta hu...
Bhagg.. Chal bhag mai dekhta hoon,
Tujhse bhi Aaj lad ke mai dekhta hoon..
Bhagg.. Chal bhag mai dekhta noon,
Tujhse bhi Aaj lad ke mai dekhta hoon..
Dekhta hoon tu mujhse kitna bhagta hai,
Ya dekhta hoon tu mujhko kitna chahta hai..
Mana, ki mera sapna hai bas tu hi tu,
Or har qadam mera apna bhi hai has tu hi tu..
Udane ki tujhme taqat hai to dekh meri or,
Udane ki tujhme taqat hai to dekh meri or,
Mujhme bhi to basta hai bas tu hi tu..
Mujhme bhi to basta hai bas tu hi tu..
Hai zid teri ud Jane ki bhag Jane ki mujhse agar,
Hai zid teri ud Jane ki bhag Jane ki mujhse agar,
To hai zid meri tujhe choo lene ki paa lene ki mujhse tu darrr..
Bhagg.. Chal bhag mai dekhta hoon,
Tujhse bhi Aaj lad ke mai dekhta hoon..
Bhag kar mujhse kaha tu jayega,
Dekhna lot kar wapas yahi tu jayega..
Jo akad bhi tujhme ghusi hai ghani badi,
Jo akad bhi tujhme ghusi hai ghani badi,
To sabr bhi mujhme ghusa hai ghana bada..
Jo Aadat tujhe hai kabhi na sar jhukane ki,
To zid hui hai abke tujhe jhukane ki..
Ye bas zid nhi ab mera zunoon hai,
Ab tak sunta tha teri ab mere kanoon hai..
Bhagg.. Chal bhag mai dekhta hoon,
Tujhse bhi Aaj lad ke mai dekhta hoon..
Ab tak duaao me mangta tha tujhko mai,
Ab khuda se cheen kar dikhaunga..
Sarto pe teri sar jhuka ke chahta tha mai,
Ab meri sarte tujhe bataunga..
Hai bagawat ye agar to bagawat hi sahi,
Hai bagawat ye agar to bagawat hi sahi,
Ab mere zunoon ki taqat tujhe bataunga..
Ise samajh wada tu Aaj ya samajh Challenge mera,
Ise samajh wada tu Aaj ya samajh Challenge mera,
Par ab to paakar mai tujhe dikhaunga...
Ab to paakar mai tujhe dikhaunga...
Bhaggg... Chal bhag mai dekhta hoon,
Tujhse bhi Aaj lad le mai dekhta hoon...
.
.
#Gaurav_Singh_Goku.
Is kavita ki video dekhne ke liye yaha click kare.
.Tujhse bhi Aaj lad ke mai dekhta hoon..

Dosto ummeed karta hoon apke ye kavita pasanad aai hogi agar pasand aai to please #follow par click jarur kare..
Or niche comment jarur kare,
Subscribe bhi jrur kare...
.
Humare YouTube channel par jakar aisi hi or bhi dil choo Jane wali videos dekhne ke liye yaha click kare.
.
Humare Facebook page par jane ke liye yaha click kare.
No comments:
Post a Comment